Saturday, January 15, 2011

Reflections Over Tea

-------------------
Update: Anonymous wrote:

There must be a term to describe what you do to objects with your eyes, lens and light combo. Photography doesn't begin to describe it:)

Because of the title you have given i'm reminded of Kaifi's composition

Ek Lamha

zindagi naam hai kuch lamhon ka
aur un mein bhi wahi ek lamha
jis mein do bolti aankhein
chaai ki pyaali se jab uthein
to dil mein doobein
doob ke dil mein kahein
aaj tum kuch na kaho
aaj hum kuch na kahein
bas yun hi baithey rahein
haath mein haath liye
gham ki saugaat liye
garmi-e-jazbaat liye
kaun jaane ki isi lamhe mein
door parbat par kahin barf pighalne hi lagey

1 comment:

Anonymous said...