Saturday, September 21, 2013

Khayyam ka Khayal



Jo mera bhi

khaali se khaali tak:

The Wine of Life keeps oozing drop by drop, 
The Leaves of Life keep falling one by one. 


-------------------------------------------
Hemantha Kumar Pamarthy said...
Huzoor jo bhi ho,

"Khote na ho jo hosh
Unhe ghar bulaake pii
Ya phir buton ko saamne apne bitha ke pii
Be-had ne pii, na bol bohat (bahut)
Josh mein na aana
Ruk ruk ke pii
Sukoon se pii
Sar Jhuka ke pii"

Khayyam ka aur ek khayal ki wajah se
yeh dubaara peshkash :-)

Inhe duniyawalo
sharaabi na samjho
yeh pite nahin hai
pilaate zaroor hai

yun to huzoor-e-ala
dekhte hain door se
pyaas ho to kya hai
jaam-e-haala

duniya o duniya
inhe maaf karna
piye ya na piye
bade achhe hain inke
khayaalon aur khayaala

3 comments:

Hemantha Kumar Pamarthy said...

Huzoor jo bhi ho,

"Khote na ho jo hosh
Unhe ghar bulaake pii
Ya phir buton ko saamne apne bitha ke pii
Be-had ne pii, na bol bohat (bahut)
Josh mein na aana
Ruk ruk ke pii
Sukoon se pii
Sar Jhuka ke pii"

Khayyam ka aur ek khayal ki wajah se
yeh dubaara peshkash :-)

Ramesh Gandhi said...

Inhe duniyawalo
sharaabi na samjho
yeh pite nahin hai
pilaate zaroor hai

yun to huzoor-e-ala
dekhte hain door se
pyaas ho to kya hai
jaam-e-haala

duniya o duniya
inhe maaf karna
piye ya na piye
bade achhe hain inke
khayaalon aur khayaala

Anonymous said...

भाई,

काहे
रहे
है

भरी
सुराही
फिर भी

खाली
खाली
पियाली


चारु