Friday, May 06, 2016

The Calm

before the storm (1975)

---------------
Hemantha Kumar Pamarthy wrote:

Kashti ka khamosh safar hai, shaam bhi hai tanhayi bhi
Duur kinare par bajati hai laharon ki shahnayi bhi

Aaj mujhe kuchh kahna hai, aaj mujhe kuchh kahna hai
Lekin ye sharmili nigahe mujhko ijazat de to kahu
Khud meri betaab umange thodi fursat de to kahu

Aaj mujhe kuchh kahna hai, aaj mujhe kuchh kahna hai...

Courtesy: Sahir Ludhianvi! 

1 comment:

Hemantha Kumar Pamarthy said...